Presenting to you “Sapne Saloney Lyrics Translation In English,” a soulful Hindi song sung by Isis Paul and Maan Panu. The captivating track “Sapne Saloney” is composed by Maan Panu and features heartfelt lyrics by Maan Panu. Let’s dive into the detailed English Translation of this song.

“Sapne Saloney” Song Details
| Singer | Maan Panu, Isis Paul |
| Lyricist | Maan Panu |
| Music Composer | Maan Panu |
| Satrring | Maan Panu, Isis Paul |
| Label | Maan Panu |
Sapne Saloney Lyrics English Translation – Isis Paul | Maan Panu
Sajna Tum Bin Kaahe Jiya Laage Na
Beloved, why does my heart not find peace even for a moment without you?
Sajna Tum Bin Kaahe Jiya Laage Na
Beloved, without you, why does my soul not feel right?
Saj Ke Sawar Ke Baithi Hoon Kab Se
I’ve been sitting here dressed up and adorned for so long…
Saj Ke Sawar Ke Baithi Hoon Kab Se
I’ve been waiting here beautifully ready for you for ages…
Ab Ke Baras Tu Aa Ja Na
This year, please come to me…
Ab Ke Baras Tu Aa Ja Na
This time, please return to me…
Aao Na Tum Leke Thode Sapne Salone
Come to me carrying a few sweet dreams…
Baitho Na Baaton Se Bhar Do Is Ghar Ke Kone
Sit with me, fill every corner of this home with your words.
Aao Na Tum Leke Thode Sapne Saloney
Come with your tender little dreams…
Baitho Na Baaton Se Bhar Do Is Ghar Ke Kone
Sit and let your talks fill all the empty spaces of this house.
Deen Duniya Yoon Na Jane Kyun Begane Ho Gaye
I don’t know why the world and life have turned so unfamiliar…
Safar Phire Dagar Giri Akal Deewane Ho Gaye
Journeys reversed, paths collapsed—my mind has gone mad.
Reham Na Beeti Us Deewani Ko Zamane Ho Gaye
The world has shown no mercy to this crazy-hearted lover.
Aaj Bhi Baatein Teri Chura Chura Ke Karta Hoon
Even today, I steal your memories bit by bit and talk to them…
Deewaron Ki Dararon Se Awaaz Teri Sunta Hoon
Through the cracks in the walls, I still hear your voice.
Woh Khwahishon Ka Hausla
That courage of our dreams…
Do Panchhiyon Ka Ghosla
The nest of two little birds…
Basa Nahi Hansa Nahi
It never became home, it never blossomed into happiness.
Main Muskurahaton Ke Piche Chal Pada
I started walking behind fake smiles…
Nikal Pada Khada Andheri Rahon Pe
I found myself standing on dark, lonely paths…
In Yaadon Ke Chaurahe Pe
At the crossroads of these memories.
Main Dhoondhta Makan
I search for a shelter…
Jhoothi Khushiyon Ki Dukaan
A shop selling false happiness…
Tere Naam Meri Jaan
My life is tied to your name…
Sari Duniya Yeh Jahaan
This whole world, this universe…
Kis Jahaan Mein Ja Sunau
In which world should I go and tell my story?
Kisko Kis Se Yeh Bataun
Whom should I tell what happened?
Kore Panno Mein Dabi
In blank pages, buried deeply…
Woh Sari Aahatein Chhupaun
I hide all those footsteps of memories.
Chhupa Chhupa Ke Thak Gaya Haan
I am tired of hiding them again and again.
Pak Gaya Zakham Mera
My wound has festered…
Jo Rakh Gaya Tu Seene Mein
The wound you left inside my chest…
Woh Chand Se Mahine Mein
In just a few months…
Do Pal Ki Naukri Sa Ishq Kar Gaya
Your love felt like a job that lasted only moments.
Mukar Gaya Bikhar Gaya Main
I got denied, and I fell apart…
Sath Tere Khwaab Bunte Bunte
While weaving dreams with you…
Ankahi Si Ansuni Si Baat Sunte Sunte
Listening to unsaid, unheard feelings…
Sun Zara Nahi Khafa Main
Listen—I’m not angry…
Bol Bol Ke Thaka Main
I’m just tired of talking…
Kuchh Nahi Tha Us Wafa Mein Kya?
Was there really nothing true in your loyalty?
Kuchh Nahi Tha Us Wafa Mein Kya?
Was there truly nothing real in your love?
Aao Na Tum Leke Thode Sapne Salone
Come with those lovely dreams…
Baitho Na Baaton Se Bhar Do Is Ghar Ke Kone
Sit, and fill every corner of this house with your voice.
Aao Na Tum Leke Thode Sapne Salone
Come with your sweet dreams…
Baitho Na Baaton Se Bhar Do Is Ghar Ke Kone
Sit here and let your words fill this empty home.
Sajna Tum Bin Kaahe Jiya Laage Na
Sajna Tum Bin Kaahe Jiya Laage Na
Saj Ke Sawar Ke Baithi Hoon Kab Se
Saj Ke Sawar Ke Baithi Hoon Kab Se
Ab Ke Baras Tu Aa Ja Na
Ab Ke Baras Tu Aa Ja Na
Aao Na Tum Leke Thode Sapne Salone
Baitho Na Baaton Se Bhar Do Is Ghar Ke Kone
Aao Na Tum Leke Thode Sapne Saloney
Baitho Na Baaton Se Bhar Do Is Ghar Ke Kone
Deen Duniya Yoon Na Jane Kyun Begane Ho Gaye
Safar Phire Dagar Giri Akal Deewane Ho Gaye
Reham Na Beeti Us Deewani Ko Zamane Ho Gaye
Aaj Bhi Baatein Teri Chura Chura Ke Karta Hoon
Deewaron Ki Dararon Se Awaaz Teri Sunta Hoon
Woh Khwahishon Ka Hausla
Do Panchhiyon Ka Ghosla
Basa Nahi Hansa Nahi
Main Muskurahaton Ke Piche Chal Pada
Nikal Pada Khada Andheri Rahon Pe
In Yaadon Ke Chaurahe Pe
Main Dhoondhta Makan
Jhoothi Khushiyon Ki Dukaan
Tere Naam Meri Jaan
Sari Duniya Yeh Jahaan
Kis Jahaan Mein Ja Sunau
Kisko Kis Se Yeh Bataun
Kore Panno Mein Dabi
Woh Sari Aahatein Chhupaun
Chhupa Chhupa Ke Thak Gaya Haan
Pak Gaya Zakham Mera
Jo Rakh Gaya Tu Seene Mein
Woh Chand Se Mahine Mein
Do Pal Ki Naukri Sa Ishq Kar Gaya
Mukar Gaya Bikhar Gaya Main
Sath Tere Khwaab Bunte Bunte
Ankahi Si Ansuni Si Baat Sunte Sunte
Sun Zara Nahi Khafa Main
Bol Bol Ke Thaka Main
Kuchh Nahi Tha Us Wafa Mein Kya?
Kuchh Nahi Tha Us Wafa Mein Kya?
Aao Na Tum Leke Thode Sapne Salone
Baitho Na Baaton Se Bhar Do Is Ghar Ke Kone
Aao Na Tum Leke Thode Sapne Salone
Baitho Na Baaton Se Bhar Do Is Ghar Ke Kone
‘Sapne Saloney’ Music Video
The music video “Sapne Saloney” has been beautifully directed by Maan Panu. You’ll see Maan Panu and Isis Paul delivering captivating performances in the video. We’ve shared the music video above — feel free to check it out! To explore more viral and latest song translations in English, stay tuned to LyricsTranslateZone.com.