Presenting to you “Taarifein Lyrics Translation in English,” a captivating Hindi song from the Album “Out of Control” sung by Darshan Raval. The music for this enchanting track, “Taarifein,” has been composed by Sharan Rawat, and its heart-touching lyrics have been written by Gurpreet Saini. Let’s dive into the detailed English Translation of this song.

“Taarifein” Song Details
| Singer | Darshan Raval |
| Movie/Album | Out of Control |
| Lyricist | Gurpreet Saini |
| Music Composer | Sharan Rawat |
| Satrring | Darshan Raval |
| Label | DarshanRavalDZ |
Taarifein Lyrics English Translation – Darshan Raval | Out of Control
Ho Na Aisa Koyi Din, Na Aisi Koyi Rat
There isn’t a single day or night
Na Aisa Koi Khwab, Na Koi Jazbat
Or any dream or emotion
Jismein Na Tu, O Jan-E-Nazar, Ho Mere Sath
In which you, my beloved, are not by my side.
Tu Savera Hai Mera, Dhalun Main Tere Sath
You are my morning, and I wish to spend my evenings with you.
Teri Zulfon Mein Sari Qayanat
The entire universe lies within your tresses.
Tu Abr-E-Siyah Se Ho Barsi Jaise Barsat
You are like rain pouring down from dark clouds.
Main Chahe Sau, Sau Vari Kahun Tujhe Dil Ki Zubaniyan
Even if I express my heart’s feelings to you a hundred times over,
Phir Bhi Yeh Kam Mujhko Lage Tarifein Teri Janiya
It would still feel insufficient to praise you, my beloved.

Tu Qisson Mein Hai Mere
You are woven into my stories,
Tu Hisson Mein Hai Mere
You are a part of every part of me,
Yun Mujhmein Hai Tu Ghul Gayi
You have blended into me so completely.
Nazar Jo Aaye Tu Kahin, Nazar Na Jaye Phir Kahin
When I catch a glimpse of you, I cannot bear to look away.
Tu Hain Itni Haseen
You are so beautiful.
Duniya Ne Sau, Sau Vari Kaha Mujhe, Maine Nahi Maniyan
The world tried to tell me a hundred times, but I never believed it.
Dil Aakhir Ho Hi Gaya, Yeh Tera Dil Janiya
In the end, my heart finally became yours, my beloved.
Main Chahe Sau, Sau Vari Kahun Tujhe Dil Ki Zubaniyan
Even if I express my heart’s feelings to you a hundred times over,
Phir Bhi Yeh Kam Mujhko Lage Tarifein Teri Janiya
It would still feel insufficient to praise you, my beloved.
Main Chahe Sau, Sau Vari Kahun Tujhe Dil Ki Zubaniyan
Even if I express my heart’s feelings to you a hundred times over,
Phir Bhi Yeh Kam Mujhko Lage Tarifein Teri Janiya
It would still feel insufficient to praise you, my beloved.
Ho Na Aisa Koyi Din, Na Aisi Koyi Rat
Na Aisa Koi Khwab, Na Koi Jazbat
Jismein Na Tu, O Jan-E-Nazar, Ho Mere Sath
Tu Savera Hai Mera, Dhalun Main Tere Sath
Teri Zulfon Mein Sari Qayanat
Tu Abr-E-Siyah Se Ho Barsi Jaise Barsat
Main Chahe Sau, Sau Vari Kahun Tujhe Dil Ki Zubaniyan
Phir Bhi Yeh Kam Mujhko Lage Tarifein Teri Janiya
Main Chahe Sau, Sau Vari Kahun Tujhe Dil Ki Zubaniyan
Phir Bhi Yeh Kam Mujhko Lage Tarifein Teri Janiya
Tu Qisson Mein Hai Mere
Tu Hisson Mein Hai Mere
Yun Mujhmein Hai Tu Ghul Gayi
Nazar Jo Aaye Tu Kahin, Nazar Na Jaye Phir Kahin
Tu Hain Itni Haseen
Duniya Ne Sau, Sau Vari Kaha Mujhe, Maine Nahi Maniyan
Dil Aakhir Ho Hi Gaya, Yeh Tera Dil Janiya
Main Chahe Sau, Sau Vari Kahun Tujhe Dil Ki Zubaniyan
Phir Bhi Yeh Kam Mujhko Lage Tarifein Teri Janiya
Main Chahe Sau, Sau Vari Kahun Tujhe Dil Ki Zubaniyan
Phir Bhi Yeh Kam Mujhko Lage Tarifein Teri Janiya
‘Taarifein’ Music Video
We’ve shared the music video above — feel free to check it out! To explore more viral and latest song translations in English, stay tuned to LyricsTranslateZone.com.